lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu jimmmy - bekarar baatein

Loading...

kiyu bekarari hai dil main kahin
baatein karne ko hai ye wakt sahi
karo kutch hi nahi tho bas baatein hi karo
sochu kaise karu ye sab baatein tumse bayyan
main baithe baithe sochta raha pure din bhar
aisi baatein na kara karo main tho soch se hi mar jaunga
tum se hi main karta hu main itni saari baatein
jaanu na kab beete din kab beeti raatein
kho raha hu main tum main kahi
jaanu na main kiyu yaha
jaanu na main abhi kaha hu
mujhme kahin zinda ho kiyo
mujhme kahin zinda ho kiyo
mujhme kahin zinda ho kiyo


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...