lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu ishaan rox - vengeance

Loading...

[verse]
jab dikhaya sapna toh woh
dega bhi jagah use dekhne ki
abhi parte bas meri wo haisiyat
kitna baaki hai mujhme khuredne ki
kitna kaabil mai khud hi mei rehsya
kitni kitabein jo mujhme hai fenkne ki
aur mai kitna betaab use paane ko
kitni hai chaahat sametne ki
mere karmo pe rakhta na gaur bhi woh
meri aadat jo ban chuki bhedne ki
meri saansein tadapti hai jaane ko
har baat ke tarq ko senkne ki
meri khamoshi maare har shor ko bhi
kyuki umeede maine apni bech di thi
aur ab swagat tumhara is khel ki
j~sme takat tumhari bas dekhne ki
aur mai kartab rachaunga

[chorus]
gaana banake jab feku toh aate hai dm mein kehne bas
nasha ni karte hai log jo saath haalat hi canni bas
koi roko mujhe mai hu bhooka kabse ban jau mai cannibal
aur khaake na thooku hazam saare rapper hai saare bas chemical
gaana banake jab feku toh aate hai dm mein kehne bas
nasha ni karte hai log jo saath haalat hi canni bas
koi roko mujhe mai hu bhooka kabse ban jau mai cannibal
aur khaake na thooku hazam saare rapper hai saare bas chemical
[bridge]
kitni kami maari
kitni khamiyo me
kitni khami meri
kamikaze kami padke jo
badle hai roop kabhi kabhi
dikhte na badle me dhoop kabhi
mujhe ginte tum kabhi behroop sabhi
meri kami se kabhina chhoot mili
mai wo kamina jispe wo toot padi
thi mai bola jo sach toh rooth padi
par aag me fir bhi kood padi
khona na janu anmol ghadi

[chorus]
ab gaane banake mai bheju bas upar bhagwaan bhi kehte hai, d~mn….
kehte ki haatho ka dhyaan rakh
ise banata toh hote sab fan
tujhe chahne walo ko mai chahunga
nahi hai koi bhi vehm….
looti jagah maine loota hai swarg
aur loota hai dilo ka chain
mili shabashi toh diya mai dhyaan
aur kehne laga khudko cranked
kaabu na hote khyaal mere par
ab uske khayaal hai banned
gaane banake mai bheju bas upar bhagwaan bhi kehte hai, d~mn….
kehte ki haatho ka dhyaan rakh
isme hi chhipe hai raaz sab
[verse]
kitna kaabu mei rehta sansaar yeh hai
jo bas yaadein banaye bikherne ki
meri maa ne sikhaye sanskaar mujhe
galat sehne ki mujhe na seekh di thi
toh jab bachpan se bhaaga hu ki udne ki taraf
ab kya hi zarurat hai letne ki
jab kudrat ne diya inaam mujhe
rachu khudse zarurat na tepne ki
jinki aankhon me chipa shaitaan hai
wahi gyaan kyu dete hai bas safety ki
jinki aankhein tarasti hai pyaar ko
wahi kyu dhyaan hai dete bas bezti ki
khali mehnat se chalta na kaam yaha
maine pehle se dua bhi bhej di thi
meri saansein na bachi yeh bolneko
hota marne ke baad hi face reveal


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...