lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu homiie - fear fears me

Loading...

mai utha aaj subhe mere seene mai dar
mai utha aaj subhe mere peeche the par
mai utha aaj subhe mere dimag mai jung
mai utha aaj subhe mere khayal the malang
mai utha aaj subhe mere aayine mai darar
mai utha aaj subhe galat faisle faraar
mai utha aaj subhe mujhe aaya farman
mai utha aaj subhe mere saath hai bhagwan
meri kitaab mai dafan khamoshi ki cheekhe
meri neeli kalam likhe toh tapke lal cheethe
mai likhta hu dard ko dar dene ke liye
meri maa dua mange mere sukoon ke liye
mai kayi bar gira per umeed mujhe kheeche
mai jeet ke bhi haar se lu keemti seekhe
mai khatra dekhe ke bhaagu us hi ke peeche
ab dard hatane ke liye dar afsaane khareede

maar maar maar maar
tu darr pe apni saari pinnak utaar de
maar maar maar maar
tu darr ko bhi darr ka matlab samjha de
maar maar maar maar
tu darr pe apni saari pinnak utaar de
maar maar maar maar
tu darr ko bhi darr ka matlab samjha de
mai samajhta hu kyu waqt leta hai waqt
mai samajhta hu kyuki waqt badalta hai takht
mai samajhta hu kyu ankh sach batati hai
mai samajhta hu kyuki khamoshi khaati hai
mai samajhta hu kyu takleef zaroori hai
mai samajhta hu kyuki badlav zaroori hai
mai samajhta hu kyu koshish zaroori hai
mai samajhta hu kyuki mujhme saas abhi baaki hai
iss dhundle shehar mai nazariya mera saaf
mai aur meri kalam aaj bhi haar ke khilaaf
ye bars itne sharp gale pe chodgye nishaan
kayi baar mara lekin jeene se nahi anjaan
darr ko maut di fir aayi mere mai jaan
pichle jala diye raaste ab take off asaan
aya nahi akele mat ho hairaan sath laya toofan
im back in this b~tch ab kardo aelaan

maar maar maar maar
tu darr pe apni saari pinnak utaar de
maar maar maar maar
tu darr ko bhi darr ka matlab samjha de
maar maar maar maar
tu darr pe apni saari pinnak utaar de
maar maar maar maar
tu darr ko bhi darr ka matlab samjha de
yeah
thats how we do it (haha)
homiie
lets go


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...