lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu hatim (pak) - wajah

Loading...

[verse 1]
meinay hona tha tabah
tu mera banjaye jo bahana
iss dil ki ye kohtai ko tu karde maaf
kabhi tou iss dil ki tou sun le na, sun le na
pyaar ye majaazi hai
samaaji hai, wou bethi hai in the backseat
rah ye tabaahi ki chalaati reh
yeh faltu sa pyaar

[chorus]
tu mujhe jaane jaane jaane ki wajah de
karlo aisi baatein ke dil mera khafaa reh
haan nahin rehna tu ne mera tou batade
pyaar ki sazaa de, you know that i like it
ohhh, ohhh
hai pagal sa ye pyaar, na dil kar judaa
meri jaana, ohhh
jaane ki wajah de, ki wajah de

[verse 2]
na karta sukoon mein
ankhon mein tere ghuroor hai
kya suroor, kay lagi tu noor mujhe
zubaani mein na bolun par
kisse kahanian
majboor hain tum par
tu mujh pe kar mеharbanian
ohhhh
mein banda fazool
wou kehti hai mujhe tu kyun
kеhti tu kyun
ohhh
na mujhe bataa, tu hoti kahaan
[chorus]
tu mujhe jaane jaane jaane ki wajah de
karlo aisi baatein ke dil mera khafaa reh
haan nahin rehna tu ne mera tou batade
pyaar ki sazaa de, you know that i like it
ohhh, ohhh
hai pagal sa ye pyaar, na dil kar judaa
meri jaana, ohhh
jaane ki wajah de, ki wajah de


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...