lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu hassaanzic - so what

Loading...

tanha hun main raahu main
bhatka hwa ek musaafir
toh kia hwa
toh kia hwa

uljhaa hun main lafzu main
jagta raha raatu main
toh kia hwa

woh meri zindagi bhe ore mosiqui
wohi justaju, uss rooshni ki tarha
woh lapata

hum manzilun se guzar gaye
yaa musaafir sab hi ghar gaye
kia pata

kia likh raha kaghazu main
yee gumaan ha ky main shayiru ki taraha

tanha hun main raahu main
bhatka hwa ek musaafir
toh kia hwa

bykaar hain sab se falsafy
byzaar hain, bydaar hain
bywajha
kia hwa


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...