lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu hassaanzic - a prefect sunset

Loading...

ye kehny main hamara kya hai jata
pagla ye dill
kesy
sambhala jata

bolu zara sa, kr dun khulasa
tum duur ho mughy sargoshiyun main suna nahi jata

darbader hun rahu main, mera thikana tu
joh likh he na saka wohi afsana tu
apny aap ko kabhi meri nazar se bhe dekh!
phir se likhny betha gana woh bahana hai tu

jesy mery siwa tery lye gany wala koi ni
wesy tery siwa ye tehreeryn parhny wala koi ni
tera bina ye tassweryn rang adhoory he hain
main joh keh raha hun!
kia tu sun rahi hai?

dilllagi main dill ko di koi wajah nahi
bykhabar hain darbader khuli fizah sahi
rukhsaar tera rooshen gham~e~sham ky baad
woh kehty hain na”chand hota bywafa nahi”

teri woh saadgi aaj bhe main likh raha hun
daryaa rawaangi ore kaghazu ki nao
uss nao main bhari thi khamiyan iss pathar dill ki
kinaary per hi dooby ab kia kary batao?
kheer
chordo saari baaty mughy woh matt batao
joh ker guzar gaye darguzar karo hatao
kya sada ghulam hun main, apny in lafzu ka
kya likha tum ny dairy main? mughy sunao!

main krna nahi chahta shayeri main khud ki waqalet
mazeed main nahi chahta tum bhe mughy aazmao
bakheel tu nahi thi, mery lafzu ki banawet
gumaan ker lo mughy bud~gumaan hi batao
jao


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...