lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu hashim nawaz - pufff

Loading...

[chorus]
nahi pass karta puff kar ke
bhai bole mujhe “bas kar de”
half heartedly diye sadqe
saath rakha hai jaam bhar ke
napaak iraade ki maang paak zaat se
aaj dil se karunga baat mai
shugul milne ki umar hai kat gayi
bhai bole mujhe “ab bas kar de”
nahi pass karta puff kar ke (kar ke)
bhai bole mujhe “bas kar de” (kar ke)
half heartedly diye sadqe (sadqe)
saath rakha hai jaam bhar ke (bhar ke)
napaak iraade ki maang paak zaat se
aaj dil se karunga baat mai (baat mai)
shugul milne ki umar hai kat gayi
bhai bole mujhe “ab bas kar de”

[verse 1]
thaka haara naukri se aaya studio
old school munda sunta coolio
dimaagh band, masle hazaar
darr lagta ab haddein mai kar dunga paar
gharwale bole mujhe koi aaram nahi
nahi pata unhе kitna mai harami
nahi pata unhe kahan ye jawaani kati
kahi mann lekin apna laga nahi
mujhе chor do, duniya qaid hai
bulleya sab kuch, bulleya ghar hai
ye hain poochte kyun karta hun rap mai
tumhe samajh aayga na, chor do, khair hai
mujhe dete orders hain ye false gods
kisi hukum me daana hi nahi
inki taareefon se mujhe khushi nahi milti
tabhi karta dikhawa nahi
tumhe batata kitno ke dil’on me chor
kya thoda tum karoge ghaur?
ya tum bhi daroge?
mere jaisa bahut yahan zindagi me dhundh rahe maut
kya tum ye karoge?
ghalat kaam mere saath wale yaar karte khule aam
auqaat ka nahi hota daam
tabhi badhta hi jaa raha hai
sabko sata raha hai
hashim bas batana chah raha hai ki~
[chorus]
nahi pass karta puff kar ke (kar ke)
bhai bole mujhe “bas kar de” (kar ke)
half heartedly diye sadqe (sadqe)
saath rakha hai jaam bhar ke (bhar ke)
napaak iraade ki maang paak zaat se
aaj dil se karunga baat mai (baat mai)
shugul milne ki umar hai kat gayi
bhai bole mujhe “ab bas kar de”

[verse 2]
apne iraade mai bhool raha
apne aap ko mai dhoondh raha
mere jaane ke baad jo nahi rahega naam
aisi zindagi qabool na
kya ye laalach hai?
mujhe kar bayaan
rabba kuch to hai tere mere darmiyaan
ya phir khud hi maine raastah ye band kiya
khatam hone wale duniya ko rang diya
maine ghar diya inke di’on me khud ko
ab ye hashim hai samajhte khud ko
kye ye qaabil hai samajhte khud ko?
kitna bola mai raho jo tum ho par nahi
inme sunne wala maza hi nahi tha
mera kabhi inki lene ka iraada bhi nahi tha
kata saal mera safar hua paar
jahan pahuncha pata chala wo thikana hi nahi tha
mein maangu jo ab dua toh uparwala mujhe sunega shoq se
usne di hai kala toh mai kyun na samjhun mujhe sunta wo ghor se?
agar na ho imaan toh phir kyu bole bashar ki darta na maut se?
tujhe sab hai pata toh phir aa na bata meri shakal pe kon mai?


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...