lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu gaurish batra - tu nahi

Loading...

ab to tujhse hi raat hai
tujh par khatam har baat hai
tujh par hi likhta ye dil
na jaane
kab bas mein na raha

aaj phir wahi raat hai
dil besabar sa
chaahta saath hai

tu nahi to main bhi gum yahan hun
tu hai to sab sahi
kehde ek baar ki tha nahin main
sab jo maanga tune

naaraz hun
par phir nhi bhul na paaun tujhe
andaaz hi aisa tera
aur kahin bhi na paaun main
tere bin na rang na jeene ka dhang
kuch na jaanun main
kyun hua itna tujhpe begaar
jab jaanta tha ki jaana hai tune ek din
jaana hai tune ek din
tadpaana hai tune ek din
aur khwaab dikhaake
rulaana hai tune ek din
betaab tha
ki aaegi nazdeek ek din
badhti rahi dooriyan
kabhi na aaya wo ek din
tu nahi
tu nahi
tu nahi
tu nahi


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...