lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu farhan khan - alhamdulillah

Loading...

[pre~chorus]
na phele mere kabhi haath
bachpan se peshani saaf
hai bachpan se seene mai aag
aur bachpan mai jese the wese hi aaj
maine dekha hai rota hua baap
logo ko banta hua dekha hain saanp
ab jitna hai jo hai sahi
zarurat nahi kisi ki, mai khush

[chorus]
alhumdulillah
na phele mere kabhi haath
alhumdulillah
hai bachpan se peshani saaf
alhumdulillah
hai bachpan se seene mai aag
aur bachpan mai jese the wese hi aaj
alhumdulillah
alhumdulillah
yeah

[verse 1]
maara bhi pita bhi bhaga nai
ghasa hai pairno ko, jooto ko chata nai
nazre jhukata nai
nazro ke aage jo kaaba nai
sajde mai jata nai
daaman phelata mai naa
mujhe beshak de kam par khuda jo dena wo izzat ke sang
bachpan mai pesa tha diggaj thy hum
aai dikkat tho dikh g~ye kitno kе rang
par paisa hai hatho ka mel
aur rehna hai sath to ankho mai dekh
katеin gala yaha katein na jeb
khade khade karein sanson ko tezz
jo bachpan ke sapno ki hoti shakal to phir lag jaate lashon ke dherr
sapne daba ke hum kafi chale par na rakhte daba ke hum pair
[chorus]
alhumdulillah
na phele mere kabhi haath
alhumdulillah
hai bachpan se peshani saaf
alhumdulillah
hai bachpan se seene mai aag
aur bachpan mai jese the wese hi aaj
alhumdulillah
alhumdulillah
alhumdulillah
na phele mere kabhi haath
alhumdulillah
hai bachpan se peshani saaf
alhumdulillah
hai bachpan se seene mai aag
aur bachpan mai jese the wese hi aaj
alhumdulillah
alhumdulillah
yeah

[verse 2]
marna mai chahta madine mai
noor tu bharde khuda mere seene mai
sone ka bistar na chahta bas sone ko neend
aur mehnat ki khushboo pasine mai
todha hai dum mere hatho mai aurat ne
dekha hai maut ka manzar qareeb se
ankhon ke aage farishte nahi the
par kaano mai kehte ye sab ka naseeb hai
to fir mai kese darun bhala us chiz se
jo hai mere pehle se hi naseeb mai?
khud mai khuda ki khudai
to khudse fir zyada na rakhta kisi pe yakeen mai
ye daulat ye shauhrat dikhawa
dikhawe ko bechun kabhi na zameer mai
shaaho ke sar bhi jhukade jo chaukhat
us chaukhat ka bana fakeer
[chorus]
alhumdulillah
na phele mere kabhi haath
alhumdulillah
hai bachpan se peshani saaf
alhumdulillah
hai bachpan se seene mai aag
aur bachpan mai jese the wese hi aaj
alhumdulillah
alhumdulillah
alhumdulillah
na phele mere kabhi haath
alhumdulillah
hai bachpan se peshani saaf
alhumdulillah
hai bachpan se seene mai aag
aur bachpan mai jese the wese hi aaj
alhumdulillah
alhumdulillah
yeah

[outro]
to fir mai kese darun bhala us chiz se
jo hai mere pehle se hi naseeb mai?
khud mai khuda ki khudai
to khudse fir zyada na rakhta kisi pe yakeen mai
ye daulat ye shauhrat dikhawa
dikhawe ko bechun kabhi na zameer mai
shaaho ke sar bhi jhukade jo chaukhat
us chaukhat ka bana fakeer
alhamdulillah


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...