lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu devra - na jaane

Loading...

na jaane
na jaane
na jaane
naaa
dhal rahi thi sham main dariya kinare baitha tha
dimag mein khyalon ki kashtiyan chala raha tha
dur dariya se ek sawalon ka tufan aarha tha
na jaane kis tarah jawab du
is khayal mein duba baitha tha
na jaane kis khwab mein baitha tha
na jaane kis baat se khafa tha
na jaane aasman se kya baten kar raha tha
na jaane maazii ki galiyon mein main kya dekh raha tha
kagajon se guftagu kar aage badh raha tha
dil mein thoda khush mizaj mahsus kar raha tha
tufan aane ki asar na the
na jaane
na jaane
na jaane
naaa
pr ek khwab jo sailab banke aaye
bin kahe bin sune aankhen nam kar jaaye
jo khubsurat sa aabshaar tha ab vo sehra ban kyon dikhe
hyyyyyyhyyyy
likhi gai gazalen bhi hum na jala sake
kya dil aur zehan ko ham rakh kar de
kya fir se tum miloge use mod pe
kya tum rahogi har waqt mere kagajon pe
na jaane dil na bhare teri baaten karte karte
kya ham jindagi se hare kyon ham piche jana chah rahe
na jaane kis baat se khafa ye dil raha
aasmaa se kya baten kar raha
dhal rahi thi sham main dariya kinare baitha tha
dimag mein khyalon ki kashtiyan chala raha tha
dur dariya se ek sawalon ka tufan aarha tha
na jaane kis tarah jawab du
na jaane
na jaane
na jaane
naaa


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...