lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu delhigamerak - mudda garam

Loading...

hone waali jald raat
aag~ya hai baap
bandiya toh chhod
yaha bande bhi hai saanp
mujhko dekh kaanpe
hum guddi inki naape
kal ke bairiyon ki
thanndi na hui rakh

mudda garam
hum pucche nahi dharam
baby boli sorry keh rahi
aarahi hai sharam
baby thodi naram
tu rakhiyo na bharam
aaj raat g~yab banda
aur uske karam

mujhko dekh banda
main nahi hu ganda
baitha seth mein
chala raha inka dhandha
han mana maine
inka dhandha thoda ganda
par dam nahi kisi mein
jo thaam lu mein danda
dheere dheere sun
bana raha maahaul main
inke gaane bande uda reh
makhaul mein
main bhar du ghusand
mere kaam mein jo aaye
waise aaj kal kaha tu
ghum raha kasaul main

mudda garam
hum pucche nahi dharam
baby boli sorry keh rahi
aarahi hai sharam
baby thodi naram
tu rakhiyo na bharam
aaj raat g~yab banda
aur uske karam

mudda garam
aur mattha bhi yaha garam
koi nah laga sake
haath iss janam
tuta bharam
toh saamne hai karam
bandi ko sambhal teri
hori meri sanam
baat acchi ek
kabhi main bhula nahi
jazbaat kaabu karne main
kabhi koi bura nahi
bhai kaisa bhi
tu bhok chhura nahi
woh banda nahi banda
jo kabhi bhi toota nahi
maan baat meri
kaatein katti raat teri
waise hog~ya hai bohot
mat kar ab koi deri
nahi woh teri
kisi aur ko woh deri
apne photos
apna time aur chain
tera lerahi

samajh ja mere bhai
ab zyada bacha na samay
aukaat se zyada
inko kabhi dena nah humein
17 saal mein hai dekha
bada kucch
delhigamerak abhi
bacha lana hai pralay
tu mera bhai na
tabhi dikha raha aaina
pyaar aaj kal sasta jaise
maal ho woh china
seedhe bande hum
nah chahiye koi jhaayi na
maut hi milegi
jo li hai tune rai na

mudda garam
hum pucche nahi dharam
baby boli sorry keh rahi
aarahi hai sharam
baby thodi naram
tu rakhiyo na bharam
aaj raat g~yab banda
aur uske karam

mudda garam
aur mattha bhi yaha garam
koi nah laga sake
haath iss janam
tuta bharam
toh saamne hai karam
bandi ko sambhal teri
hori meri sanam


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...