lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu darkest boyz - tu hain

Loading...

(sayeri)
mera sabkuch bas tu hi hain
baaki sab to mere liye yu hi hain

din ka pahla mera khyaal tu hain
uljha sawal tu hain
roop ki mishaal tu hain
hatke teri adaa
ban gayi meri aadat tu hain
meri haa ibaadat tu hain
sabse jyada chahat tu hain
main tujhpe fidaa
mera din meri raat tu hain
karu jiski baat tu hain
jo mere sath tu hain
to kaisi fikar
main tera badal mera paani tu hain
dil ki meri raani tu hain
saari ye kahani tu hain
tu mera jigar

aisa pagalpan mujhme tera sath
jeene ka jariya tu bhi mera hain
aisa pagalpan mujhme tera sath
jeene ka jariya tu bhi mera hain
chhupake rakhu main vo raaz tu hain
karu jispe naaz tu hain
surili aawaj tu hain
hai! tera hasna
haar me meri jeet tu hain
pyara sa mera geet tu hain
lagi hain jisse preet tu hain
mera tu sapna
lage sabse masoom tu hain
mera haa junoon tu hain
mile jo sukoon tu hain
koi na tumse acha
mеri kalam ki sayahi tu hain
main mushafir raahi tu hain
pyar ki gawahi tu hain
tu hi lage sacha

(sayeri)
meri kaayanaat mе koi aisi chij nahi
jo tumse naa judi ho
tum meri saason ko saason se
jodne wali kadi ho

darkest boyz srlove


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...