lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu danish roomi, taha hussain & big bunny - jana nahi

Loading...

[verse 1: danish roomi]
teri zabaan aisi, dil may jagah kar li
kaise ganwa deti? kyun imtehaan leti?
hera~pheri ki qaabu kiya
jhootay daaway hain tere piya
jhoot aisa ke uljha diya
jhoot aisa ke uljha diya
mujhe tou ghum lagay hain baray
baaqi sub tou khaa gayi hai
meri aadhi umar hai katti
meri jaan pe aagayi hai

[chorus: danish roomi]
o mein keya door jana nahi
mashhoor hoon maana sahi
woh mera naam leti rahi
par mein ne tou jana nahi

[verse 2: taha hussain]
dil ke makaanon may rehti nahi khamoshi
hoti bus aamad, rokna chaho ge kya?
lagta hai mehmaanon se dastak yeh daalo ge
khud ko sambhalun, yaa ho jaoon tum pe fana?
zehni bimaari hai, likh ke he jaa rahi hai
pheli siyaahi hai daaman pe jaise sharaab
kehna kuch chah rahi hai, nazrein bata rahi hain
mujh se chhupa rahi hai, aadat hai teri kharab (teri kharab)
nahi koi darr, baby, tu jaanay ke mann he hai farsh
nahi anjaanay tu kar le qadar
tu nahi khilona koi, tu mera dard
le aayi kidhar? ulfat hai logon ki karti yeh tang
hoti tou naa thi sharab be~asar
jaanay tu behtar ke koi nahi hashar
suna hai loug, dete hain tok
tumhein jab karo tum mera zikar
i’m on my own, you never know
saari kahani ka mein [?]
naa he khamosh, rahun madhosh
zara bhi karun naa teri fikar
khanabadosh, koi naa close
mein ek musaafir aur tum ek khabar
[chorus: danish roomi]
o mein keya door jana nahi
mashhoor hoon maana sahi
woh mera naam leti rahi
par mein ne tou jana nahi


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...