lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu cyb - zimmedar

Loading...

[chorus: abdul raffay]
zimmedar
ghar da monda ya te par
kinj hogaiya farar
gal ikko ei sawar
zimmedar
assi mann’ de ni haar
rakhi sheran di dhaar
munda ho gaye zimmedar

[verse 1: abdul raffay]
heran
ghar wala hain heran
hoya ki hai munday nu
rehnda pareshan
mera lagda ni jee
nasha karda ta nai?
zimmedari munda kun kra zimedar
kalaa ke pechay laga, paisa bana aim
mein rahun mohtat zindagi khelti hai game
tera kya karun fame? meri game bari change
mein bas baantu kalaa kyun ke mere rabb ki hai dain
mein likhun haqiqat kahani nahi
farzon mein dhoondun aasani nahi
mein jeeta bhi kaise is aafat mai
jaise likhi naseeb mai jawani nahi
tou bin mangay mili kalaa khud pe hai naaz
tou ban’na chahun kitnay logon ki awaz
tou tuta ‘wey khilono se bhari ha daraz
tou bacha sa hun bara mein wahid dawedar
[chorus: abdul raffay]
zimmedar
ghar da monda ya te par
kinj hogaiya farar
gal ikko ei sawar
zimmеdar
assi mann’ de ni haar
rakhi sheran di dhaar
munda ho gaye zimmеdar

[verse 2: muhammad musa]
kandho pe boj par bar jao ga
socho mein gumm kiya kar jao ga
banata hun kal mein ban jao ga
kanch bhary raston par chal jaon ga
jo karna hai kar, the life is yours
dou numberi ka laga hai sabko shoq
aani hai tumko bhi maut
karle khuda ka khauf
bana jungay maidaan
yahan kon zimmedar?
dekha baap ko bimaar
dekhi logon mai khaar
mein khud ke khilaf
mera khud se jihaad
magar haar kaise maanun?
mein hun zimmedar
mujhy rehta wehem
ay karday khuda tu mujh pe rehem
apne dam pe krunga mai sab kuch
ye mera zehn
[chorus: abdul raffay]
zimmedar
ghar da monda ya te par
kinj hogaiya farar
gal ikko ei sawar
zimmedar
assi mann’ de ni haar
rakhi sheran di dhaar
munda ho gaye zimmedar


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...