
lirik lagu cyb - page
[intro: abdul raffay]
tou jaane kab
i turned to that page
tum nahi ho, mein nahi hun
maybe it’s a cage
ab barishon mai khatt
alag se hain ye silsilay
azmaishon ke ghairay
phir khud se jaane kab milay
[chorus: abdul raffay]
tou jaane kab
i turned to that page
tum nahi ho, mein nahi hun
maybe it’s a cage
ab barishon mai khatt
alag se hain ye silsilay
azmaishon ke ghairay
phir khud se jaane kab milay
[verse 1: abdul raffay]
jo na milay
tou gila shikwa rehne dena
wo kahe jo bhi, kehne dena
na ruka, jo na suna
tou aansu aisa behna dena
han, batein usse kehne dena
kab ke hum baaton mai uljha pare jaanum
ye jhooti hassi~o~dilasa aaye na kaam ab
tamasha hai, afsana hai, gaa deta hun mein kaise?
ye dekh meri halat saaki, jaam bharay ga kaise?
dil~e~bazaar thikana hota kaise?
ye waqif mujhse saare, hum na rush mai kabhi baithe
ye tootay huwe waaday, ye chota sa gumaan
nibhana parta humein, tou nibhata jaana kaise?
tou be~dilli mai ye gumaan ke be~hisaab dard milay
tou ab nahi to phir sahi, ke dil mai jaana gul khilay
ab saahil ke kinnaray tu taakein meri rahain
par kinnaray tou na milein, sadaa bhi duaein karlo
[bridge: abdul raffay]
i turned to that page
maybe it’s a cage
alag se hain ye silsilay
phir khud se jaane kab milay
[chorus: abdul raffay]
tou jaane kab?
i turned to that page
tum nahi ho, mein nahi hun
maybe it’s a cage
ab barishon mai khatt
alag se hain ye silsilay
azmaishon ke ghairay
phir khud se jaane kab milay
[verse: muhammad musa]
it’s a page
meri zindagi ke safhay palto agay karo
it’s a cage
kab se band hai?
azaad bhi karo is parinday ko
saansein phooli pari bhagay jayein
rastay dhundain, hum gumm na jayein
khwaab honge puray par azamaish yahan barhti jaye
naukri chahiye call thok, sifarish yahan lagti jaye
ye kar, wo kar
sar pe mere hal~chal
manzil door, chal chal
safar ke talaboun mai hai dal dal
peetay dastarkhwano mai, i’m done with it
abhi safar me hun, i’m gonna stick with it
woh zamana kahan gya?
kya kehna apka ghalib
wafa karte hain zaalim
ab theek apki nazar mai hum buray hi sahi
nikal parre hum nazar aayenge nahi
[bridge: abdul raffay]
ek kaam karta hun tu ruk
band na karin
[chorus: abdul raffay]
tou jaane kab?
i turned to that page
tum nahi ho, mein nahi hun
maybe it’s a cage
ab barishon mai khatt
alag se hain ye silsilay
azmaishon ke ghairay
phir khud se jaane kab milay
[outro: abdul raffay]
tou jaane kab
i turned to that page
tum nahi ho, mein nahi hun
maybe it’s a cage
ab barishon mai khatt
alag se hain ye silsilay
azmaishon ke ghairay
phir khud se jaane kab milay
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu joe "guitar" hughes - my baby told me
- lirik lagu mekons - i took me down to the river
- lirik lagu pickar - wow
- lirik lagu steaka - ヲチラレ (watching you)
- lirik lagu lucia love - skinny jeans
- lirik lagu rojuu - perralegendaria (21/04/2024)
- lirik lagu genevieve chadwick - blood, sweat, tears
- lirik lagu sprixkt & maxx (one-time verse) - bitrup nigga
- lirik lagu j ph kala - gamer
- lirik lagu jon langford & the men of gwent - rebecca been in a riot