lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu cyb - kabhi kabhi

Loading...

[chorus: abdul raffay]
kabhi kabhi masloun se darr bhi to lagay
kabhi kabhi maslay ye hal bhi tou banay
dil kamray band ab dar bhi to laga
char peher teri yadoun se hain larnay mai lagay
kabhi kabhi masloun se darr bhi to lagay
kabhi kabhi maslay ye hal bhi tou banay
dil kamray band ab dar bhi to laga
char peher teri yadoun se hain larnay mai lagay

[verse 1 : abdul raffay]
dil baith sun gham saray ajzi se
aina mujha dekha yoon herangi se
old school person kya kehna chahe maslan
chehra idr badla bari sadgi se han
kahani ya ilzam ki trha hai
bhari bojh pana qalam ki trha hai
na kisi ke ye haq mai
na kisi ke ye bas mai
ishq pe bhi janay laga hain mujhsma
ikhtelaf tujh sa rakha yehi mera bas
dekhe mujhe log jaise lara na haq pa
before you were a part of soul
kabhi kabhi sahi lekin raazon ko tou khol
mukhatib hun zamanay se
mukhatib hun meh~khano se
hai waja kya nishano ki?
ye mushkil hai batana
tabhi dard likhna mai darr bhi tou lagay
likhne jo baitha koi harz bhi na laga
[chorus: abdul raffay]
kabhi kabhi masloun se darr bhi to lagay
kabhi kabhi maslay ye hal bhi tou banay
dil kamray band ab dar bhi to laga
char peher teri yadoun se hain larnay mai lagay
kabhi kabhi masloun se darr bhi to lagay
kabhi kabhi maslay ye hal bhi tou banay
dil kamray band ab dar bhi to laga
char peher teri yadoun se hain larnay mai lagay

[verse 2: muhammad musa]
likhta to faiz bhi khoob hai
lutf andouz wo sitam se hojata hai
likhne ka shoq bhi khoob hai
andaaz~e~bayan mera mujhpe chha jata hai
dekho iss sukhay se bayaban ko
kya ye meri tarha pyasa hai?
ratoun mai mere sath mein he tou hun
dil ka dilasa kamal bhi hojata hai
zahir hojae wo dard kaisa
jo samjh na sake wo humdard kesa?
dete mujhe ye log zakham zalim aisay waisay
jaisay taisay pooch taach kare kay hai tu kesa
aisay kaisay mujhe tum dawat na do
mein hun aadi tanhai’on ka abhi nahi
kya mein wohi hun, mai khafa hun, han
ab zidd tou na karo ke mehfil mai aa


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...