lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu bhakhar khambhu - tera hi sahara shyam

Loading...

[intro]
khatu wale shyam khatu wale shyam
[verse 1]
kalyug ke avtari shyam teen baan ke dhari

krishn kanhaiya ke pyare awwal dhanurdhari

[chorus]
hare ka sahara shyam bhakt pukare shyam
hare ka sahara shyam bhakt pukare shyam
tera hi sahara shyam sujhe na kinara shyam

[verse 2]
lakhon bhakto ko tara tune bigade kaaj sanwaare

dukhon se deta chutkara sara jag chahe
dukhon se deta chutkara sara jag chahe
[chorus]
hare ka sahara shyam bhakt pukare shyam
hare ka sahara shyam bhakt pukare shyam
tera hi sahara shyam sujhe na kinara shyam
tera hi sahara shyam sujhe na kinara shyam
[verse 3]
khali tere dar se baba lauta na dukhiyara
khali terе dar se baba lauta na dukhiyara
dubati naiya ko tara bhakton ko ubara
dubati naiya ko tara bhakton ko ubara
[chorus]
hare ka sahara shyam bhakt pukare shyam
harе ka sahara shyam bhakt pukare shyam
tera hi sahara shyam sujhe na kinara shyam
tera hi sahara shyam sujhe na kinara shyam
[verse 4]
jahan mila sheesh hari ka shyamkund kehlaya

saligram ke roop me shyam khatu nagar kehlaya
saligram ke roop me shyam khatu nagar kehlaya
[chorus]
hare ka sahara shyam bhakt pukare shyam
hare ka sahara shyam bhakt pukare shyam
tera hi sahara shyam sujhe na kinara shyam
tera hi sahara shyam sujhe na kinara shyam
[verse 5]
khatu nagar ke vasi shyam barbrik sheesh ke daani

krishn naam se pooje jate krishn ke vardaani
krishn naam se pooje jate krishn ke vardaani
[chorus]
hare ka sahara shyam bhakt pukare shyam
hare ka sahara shyam bhakt pukare shyam
tera hi sahara shyam sujhe na kinara shyam
tera hi sahara shyam sujhe na kinara shyam

Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...