lirik lagu bayaan - faryaad
kis ne lagaai aag hai?
rab ka jahan barbaad hai
kis ne lagaai aag hai?
barpa kyun har su fasaad hai?
rab ka jahan barbaad hai!
shammay jalaae khoon se
ujlay kal ki aas kay
phir kyun cha’ai raat hai?
phir se duniya mein aanay ka agar
tum ko woh ikhtiyaar day
ab ke zadd mein de day sholon’ ki ghar
bolo kya tum aao g~y?
nanhay dilon ki siskion ki lorion mein sona paray
subh bhi kaali raakh kay
pardon kay peechay sehmi daray
aur jo cheekho
tou sadaaein aasmaan’ pay jaa kay bhi murein
hoti nahi charagari
dum ghont’ti hai be~basi
raaegaan’ faryaad hai
haathon say aankhein dhaap kay
kehta hun apnay aap say
jaag aaegi ye khawaab hai
kis ne lagaai aag hai?
barpa kyu har su fasaad hai?
rab ka jahan barbaad hai!
shammay jalaae khoon say
ujlay kal ki aas kay
phir kyun cha’ai raat hai?
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu supanovaaa - 2am in atl
- lirik lagu jake daniels - save ya
- lirik lagu cast of frankenstein’s cat - frankenstein’s cat main title theme
- lirik lagu tokyo town - cuando la cama me da vueltas
- lirik lagu rounhaa - yasmeen
- lirik lagu gregory hopkins - the wild justice
- lirik lagu kindur x arcana - alchemy
- lirik lagu serdar ortaç - kararsın dünyam (akustik)
- lirik lagu rryany - каждый
- lirik lagu maxsson - in my head