lirik lagu azaad vichaar - paksh-paat
[jassi’s verse]
ye jo kehne ko karte sanatan dharm
nirvastra kr diya fatafat sharm
dehshat machate dhanadhan karm
vasudev kutumbh ladaa mat warg
bata mat ab
tu khataa mat kar
sataa mat ab
tu katha mat padh
baha mat rakt
vyatha kam kar
bas daridra ke liye
bana ek ghar
is desh ki aabadi ko tu kar control
sab bhai ek hi bhoomi ke tu kar console
tu kam mat bol lekin sach ab bol
missile man ki jaat ko tu kar mat troll
missile man missile man musalman
dekho a p j aaye mtlb abdul kalam
kiya jo bhi kiya sab kiya desh ke hit me
bolo jayatu jayatu bharatam
chaahe ar rahman
hamid abdul havildar
jisne desh ki hifazat me gavayi apni jaan
mary kom se bhi poochte, uski kaum
aur picture jo bani to aaya pc ka naam
mai hu agr hindu to tu chess ka p~wn hai
north east? tu janta ni tera baap kaun hai
on hai…inke saare jhagde on hai…
dimag ki baat pe inke saarr tagde maun hai
samajh ke bahar ye banana phenomenon hai
to koi sachcha bond nahi bas ek dhokebaaz boron hai
[devang’s verse]
mera desh hai maha
desh ne khodi pehchan
khud pe hai ilzaam
sab hote insaan
par desh ka hai mudda
hindu ya musalman
ye kala hai samaj inka
kalo inki chahaaten
inn chahaton ke bas pe
ye hum aap sabko bant te
inhone hi dubaya hai
insaaniyat ki jaat ko
iss desh ke haalat ko
karte ye pakshpaat jo
udte hai to par kaat do
sadkon pe vaardat ho
desh mei maarkaat ho
darte hai hum aaj bhi sach bolne se
kyuki logon ko ni lagta samay baten modne mei
nikalta jo kalam se vo toh sach baat thi
par logon ko hai lagta vo too much baat thi
politics ek muuda hai
jo lagta nahi safe hai
galti se kuch bolde
tho hota court case ye
mantri bane haivan hai
gaadi ka abhimaan hai
karni hai humko band
inki jhoot ki dukaan hai
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu romão - money gold
- lirik lagu zomby get marry'd - superhero
- lirik lagu radwimps - いえない (ienai)
- lirik lagu jukebox the ghost - getting older
- lirik lagu merce lemon - sardines
- lirik lagu bill nomates - no
- lirik lagu agriya - let the old me go
- lirik lagu flesh & 13kai - сон* (dream)
- lirik lagu jack omari - underground
- lirik lagu roberto righini - non era un sogno