lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu aur - shikayat (romanized

Loading...

[verse 1]
zakhm dil pe hain dawa karo
aao milke rasmein mohabbat ada karo
kuch na kar sako mere liye
to bas khwabon mein hi mujhse mil liya karo
aa milo kahin mujhse
ke umeed kuch baki hai meri
tumse na jane hasrat hi rahi ho
tum meri
ke shayad ye din aakhiri ho
hum khwahish mein mar jaye
aa milo kahin mujhse
ke umeedein kuch baki hai meri tumse

[verse 2]
le chalo wahan mujhe
main dekhta hoon aasman mein bhi ab tujhe
dekha ek roz taara toot ke g~ya
maangi bhi duayein par haan tu nahi mila
wo aaya hi nahi jo ik dafa g~ya
wo door itna ho g~ya main dekh na saka
hai dhoondta wajah ab dil ye bewajah
hai toota is tarah se dil ke fir nahi laga

[verse 3]
toh aa milo kahin o mere humnashi
main ab bhi hoon akela
ye tu samjha kyu nahi
wajood dillagi ki aarzu nahi
mohabbat to wahi hai jo ki milti hi nahi
mohabbaton mein jhoom lu
main kya karun bata
main muktala hu gam mеin
ya main gam ki hoon dawa
main baddua hoon ya dua hoon
ya mai hoon saza
ab tu bata ke main hoon
ya fir tu hai laapata tu bata
[verse 4]
laapata ho g~ye hamare liyе tum
itna chaaha ke tum bewafa ho g~ye
jana bhoolna tha tumhe khuda ki kasam
hath jab bhi uthe tum dhuan ho g~ye

[verse 5]
honthon pe duaa hai
waqt tham nahi raha
tu na mil saka
tu bas mein hi raha
duniya ki mohabbaton ne sab badal diya
tera gam ajeeb hai wo wahin ka wahin raha
bhulna main chah raha tha tujhko is tarah
na teri jagah koi ho na ho tu wahan
ab teri talaash mein pata chala mujhe
tumse hi shuru hai raat tumse hi subeh
tu mil g~yi to jaan milegi zindagi mujhe
jo tu nahi to chahiye kuch nahi mujhe

[verse 6]
khwab tu hai saans tu hi raat tu subeh
kaat dunga zindagi main dekh ke tujhe
dekh le mujhe ye kat rahi hai zindagi
ab dekh ke tujhe toot hi g~ya hoon
tu samet le mujhe samet le mujhe
kahin bikhar na jaun main
[verse 7]
haan haan hmm…
to aao na mere aansu ko pocho
aur fir se rulao mujhe
mera sab kuch hai tere liye
to aao na dil ki baatein karo
aur fir se satao mujhe
mera sab kuch hai tere liye

[sher]
“mil jau main tumhein agar raaston mein kahin
toh mismann hi puch lena haal mera
main muskura kr ghum chhupa kr hi jawad dunga
main yahi krta aaya hu yeh hai kamaal mera”


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...