lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu asim azhar - strangers

Loading...

[asim azhar]
zakhm taazey hain
marham bhi nahin
gairon se kaha
apnon se nahin
kitne he gilay
chahein kar len abhi
ro liye hain hum
kya kaafi yeh nahin
zakhm taazey hain
sabr bhi nahin
teri baaton mein
asrr bhi nahin

[chorus]
hun teri yaadan, teri yaadaan
mainu bhul gayi bhul gaiyaan
hun teri yaadan, teri yaadaan
mainu bhul gayi bhul gaiyaan
kitne he gilay
chahein kar len abhi
ro liye hain hum
kya kaafi yeh nahin
bas teri yaadan, kerii yadaan
tainu chubdi chubdiyaan
das kairi yadaan, kairii yadaaan
tainu chubdi chubdiyaan
[talha anjum]
kya woh teri yaad hai?!
jis ne abhi bhi mujhe jagaya hua
kya woh teri yaad hai?!
jis ko main ne sahara banaya hua
kya main tujhe yaad hoon?!
ya sabaq samajh ke bhulaya hua
kya he mulaqaat ho
tu ne nazron ko apni jhukaya hua
baharon se le ke khuhbuyein jaise phirey itarr bana ke lagaya hua ho
aur chandni raat se chaand chura ke maathеy pe apne sajaya hua ho
tou nazrein mil jayеn gi chand pe he
anjaan hai teri mehfil mere liye par ye saaray tou mujhe jaante he
mere naam se bhi, mere kaam se bhi
jayen qurbaan hum sau dafa jaana hisaab tou kabhi kia he nahin
mera khuda gawah usne mere gunahon ka ab tak hisaab lia he nahin
tohfay tahaaif dete yeh ba~zaahir par dil tou kisi ne dia he nahin
tere baghair jo zindagi guzri woh kaati hai, usay jiya tou nahin
kia he nahin, main ne tera naa hona qabool
kitne he gilay aur kitne he shikway ab hongay aur kitne majboor
main ne aayiney saaf kiye jaaneman jab ke chehre pe thi mere dhool
aur ye dono haath khaali aaj bhi, mujhe kuch hua na haasil~o~hasool
aye!

[chorus]
kitne he gilay
chahein kar len abhi
ro liye hain hum
kya kaafi yeh nahin
hun teri yaadan, teri yaadaan
mainu bhul gayi bhul gaiyaan
das kairi yadaan, kairii yadaaan
tainu chubdi chubdiyaan


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...