lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu aqdas asif - muntazir

Loading...

[chorus]
har din muntazir rahoon mein
yeh bhi guzar he jayega
khud ko khud se na larao
tum bhi sambhal he jao ge

[verse]
shayad zaahir karna chahtay nahi
par kya zaahir karna seekhay kabhi?
khayali gaon mei, kisi darakht ke
chaon mei beithay, phir uth na sakay
par asal dunya bhi tou banawati kahani jaise
banay kirdaaron se jurti rahi
khud ko rakha hai kafi duur kahin magar
ho tum pareshan tou

[chorus]
har din muntazir rahoon mein
yeh bhi guzar he jayega
khud ko khud se na larao
tum bhi sambhal he jao ge


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...