lirik lagu aqdas asif, fanaa & bvlghari - saraab
[verse 1]
kis kis ki gawah mein banun?
jaise dil ya dimaag kis ki hawa mei urrun?
i shouldn’t have to try this hard if it’s real
[chorus]
mein kyun?
kyun raastay uljha ke, khud pe aag laga ke
tum pe sab luta rahi hoon?
akhir kyun?
kyun faaslay barha ke
apni baat mana ke khud ko kaamil kar rahay ho?
[verse 2]
aarzu se uth rahay yeh mann ke saraab
sar jhuka ke kharay, har lafz mei saraab
tum raho ya na raho, in dono se darun
kya karun?
will i ever be enough for you?
[chorus]
mein kyun?
kyun raastay uljha ke, khud pe aag laga ke
tum pe sab luta rahi hoon?
akhir kyun?
kyun faaslay barha ke
apni baat mana ke khud ko kaamil kar rahay ho?
[outro]
mein kyun yoon?
haan
mein kyun?
kyun raastay uljha ke, khud pe aag laga ke
tum pe sab luta rahi hoon?
akhir kyun?
kyun faaslay barha ke
apni baat mana ke khud ko kaamil kar rahay ho?
mein kyun?
kyun raastay uljha ke, khud pe aag laga ke
tum pe sab luta rahi hoon?
akhir kyun?
kyun faaslay barha kе
apni baat mana ke khud ko kaamil kar rahay ho?
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu kaskade & mia grace - deeper
- lirik lagu matthaios - kuntento
- lirik lagu vadim must - sorry
- lirik lagu banda calypso - disco voador
- lirik lagu zac isaiaz - horror cósmico
- lirik lagu l-ali (prt) - saudade é casa
- lirik lagu vito venusian - stop the wars
- lirik lagu motocompo - take me to your party
- lirik lagu szécsi pál - bús szívből énekelni
- lirik lagu dumb buoys fishing club - the island, pt. 2