lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu ani thapa - darkness

Loading...

phirse hoon ussi same kamre mein kaid
main likhne ko yaadon ko teri
darwaza bandh ladaii hai maa se
tabhi woh khana ni deri
par mujhe bhi bhukh nahi lagti
ab khane mein kha raha hoon
khudi se khudko mein
ab dekhna upar se mujko
taara bana hoon
zameeni insaano mein

haan dm likhte the log ke
kalam ke gaano mein
pahele jaisa dard nahi
par mujhe bhi jisam ki bhukh hai tere
kyuki yeh ichhaye hai mard ki
haan tujhse ab duri hi sahi hai
kyuki jab pass toh dard ki wajah tu
haan tujhko mein bhool sa g~ya hoon
maar na hathon se dede na saza tu

kyu isha tu samjti nahi hai
tujhko to lagta yeh sab kuch asaan hai
par tujhe yeh samajh nahi aata hai
saali ki bhuto se darta insaan hai
tujhe bas atul hi chahiye
tabhi toh aaj tak bhatak rahi duniya mein
main chah kar bhi nahi hoon de sakta mujhe
plеase yeh baat le maan tu
main kitna chupau iss duniya sе
ki haan tu mere sath mein nahi hai
par raaton ko shayad tu jhankti khidki se
tabhi toh meri yeh neend haram hai
haath mein dekhun jab tattoo mein tera
toh dil karta saali ko jala ke phek doon
haath ko kaat ke dafnaadu zameen mein
tabhi toh shayad tu mere se juda ho

nahii

saali tu jeene ka degi
tujhe toh lagta hai sab kuch hai tera
haan chal tujhse maafi hoon maang raha
bhool g~ya tha mein sanam hoom tera
tu upar se dekh ke ro deti mujhko
toh asmaan jhad jhad barasta zameen pe
naam likha hai zameen pe tera
par khudka nahi likh sakta mein ab

d~mn

aaj na ab pass mein mere
haan kaafi ajeeb si baat hai
haan naam ke sath kama raha hoon lakh
par usmein na woh wali baat hai
d~mn ab likhne yeh dard nahi de rahe
kyu samjte saale yeh fans ni mere
yeh jaisa bolenge mein waisa karunga
haan marne ke baad hi milunga tujhe
ab mein
aaunga godh mein teri
tu phirse sula dena haath ko rakh kar ke
rounga chitaah mein subhe se raat tak
farak nahi mujhko ki kya kehta zamaana hai
chitaah ki aag woh bujh si g~yi hai
par teri woh aag kyu ab tak hai zinda
main bachpaan mein dekha tha
jalte huye tujhe
aur abhi toh jalna bacha
mera baaki hai

toh milenge usi paar hum
iss dard ke duji paar hum
yeh duniya nahi samjti rishte
yeh jaanti nahi kya hota hai pyar ab
tu aake lee ja iss zameen se mujhe
ya khuda ko meri sifaarish de
tune chua nahi hai saalon se
toot ke baras aur chule is baarish se

hum kaafi toote se hai
hum tumse roothe hai
hum kaafi toote se hai
hum tumse roothe hai

hum kaafi toote se hai
hum tumse roothe hai
hum kaafi roothe se hai
hum tumse toote hai

hum kaafi toote se hai
hum tumse roothe hai
hum kaafi toote se hai
hum tumse roothe hai

haan haan


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...