lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu anaaz - meri zindagi

Loading...

[verse: anaaz]
kuch panay ke liye kuch khona hai
meri zindagi mein ye nisaab hi ulta hai
wou kahe ajj seena saaf karo
mein dil ki baatein karne bethoun usse masla hai
aisay hi chaltay mere lanjhay
mein zindagi se darta mere baray ulta daantein
shayad ehsaas nahi mujh mein
ke mein bhi un insaanoun mai
jo mujhsa ban’na chahtay
pareshaan hun mein
aye khuda! mujhe dekho pareshaan hun mein
100k on solo mera bhai mujhse khush
isse zada nahi chahta khush guzaar hun mein
teri naimatoun ka
aur tu hi dene wala bas thora asra hi chahte mein
ab uski yaadoun ka mein qaidi bana
aur ye hi wajah mera kalam mere saath roye
zamana zaalim itna jaldi bana
tera pyaar teri yaadoun mein hi gata reh
kese muskarata nahi pata
ab yehi gham meri maut ki wajah bane

[refrain: anaaz]
o zalima
o zalima
[chorus: anaaz]
yaadoun mein
aisay gata rahega
(aisay gata rahega)
(aisay gata rahega)
(aisay gata rahega)
teri yaadoun mein
aisay gata rahega
(aisay gata rahega)
(aisay gata rahega)
(aisay gata rahega)
yaadoun mein
aisay gaya rahega
(aisay gata rahega)
(aisay gata rahega)
(aisay gata rahega)
teri yaadoun mein
aisay gata rahega
gata rahega


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...