lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu amaal mallik - chale aana

Loading...

(chorus 1)
juda hum hogaye maana, magar yeh jaan lo jaana; (x2)
kabhi main yaad aaun toh, chale aana, chale aana

(chorus 2)
tumhein main bhool jaaunga, yeh baatein dil mein na laana;
kabhi main yaad aaun toh, chale aana, chale aana

(verse 1)
thha kaun mera? ek tu hi thha, saanson se zyaada jo zaroori thha;
tere liye main kuch nahin lekin, mere liye tu mera sab kuch thha

(pre~chorus 1)
nahin jaana bhoola karke, yeh baatein tumhi kehte thhe;
rahi khushiyaan nahin meri, ki tum bhi waqt jaise thhe

(chorus 3)
tumhara thha, rahega bhi, kare kya? dil hai deewana;
kabhi main yaad aaun toh, chale aana, chale aana

(verse 2)
maine tumhari baat maani hai, maine manaya dil ko hai kaise;
abse raho tum khush jahaan bhi ho, mera tumhara thha bhi kya vaise?

(pre~chorus 2)
bhale rahe doori jitni, nigahon se nigahon ki;
magar khwaabon ki duniya mein, milunga tumse rozana
(chorus 4)
yahin tak thha safar apna, tumhein hai lautkar jaana;
kabhi main yaad aaun toh, chale aana, chale aana


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...