lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu alok kasera - waasta

Loading...

maine kha tha woh aaj bhi nahi aayega
nahi yaar woh zarur aayega
munda thoda off bit hai sanu nii lagta aj vii aavega
tu reh jaani ae kali sohniye. 2

aaho haanji sohniya ji tenu chhad ke na jaunga main
suno na ji tera hoon ji wada hai yeh nibhaunga main
mehendi teri haathon ki karti hai gallan pyariyaan
ek waasta hai tumse na waqif hai saari duniya
rutho na ji sohniya ji tenu chhad ke na jaunga main
suno na ji tera hoon ji wada hai yeh nibhaunga main

harf ek lafz bhi bin tere main nahi
tere bin mera kya hoga sohniya…
aao lele sathon wachan kar ke waade khud se hum
har janam main tera tu meri humnava…
kaise bataun dil ki jo baatein
dil mein dabi hai kehne do na
tumse mil ke jeena seekha tumse hi toh hai apna jahan
suno na ji tera hoon ji wada hai yeh nibhaunga main

aaho haanji sohniya ji tеnu chhad ke na jaunga main
suno na ji tera hoon ji wada hai yeh nibhaunga main..
hmmm..


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...