lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu alok kasera - connection

Loading...

thandi hawayein aaye aur jaaye
par teri yaadein dil mein hi
ghar kar gayi hai yeh kyon ?
jaanu na kyon..
mudke tera aana haina dobara
par tera intezaar dil kar raha h yeh kyon ? jaanu na kyon ..jaanu na kyon..

dil ke diwaron pe tera hi naam
likh ke mitaun main kaise bata ~2
kaisa h yeh tera fitoor jaanu na main
jaanu na kyon..
khat maine bheje bhi tumko hazar
par tera aaya na ek bhi jawaab
kya main tere kabil nahi mujhko bata aye dil java
ek arsa hua mujhe milne na aaye kyon tum , kya bhul gaye mujhko sanam dil pe hazaron deke tum zkhm..

chaand aur suraj aaye aur jaye
par teri khusboo saason m meri lipti h kyon.. jaanu na kyon
tera hua hu ya tum meri ho ? bheed tanha m khada hu ya sang mere shamil h tu.. jaanu na kyon
mеri h tu ya tu nahi keh de zara ek pal mеre aaye zara dil ko sukoon dil ko sukoon..

thandi hawayein aaye aur jaaye par teri yaadein dil m hi ghar kar gayi hai yeh kyon
mudke tera aana haina dobara
par tera intezaar kar dil raha h yeh kyon ?
jaanu na kyon ..jaanu na kyon..
(c) alok kasera


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...