lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu ajjay gosswami, sanjeev chaturvedi & srishti bhandari - bahaaron

Loading...

bada betaab tha
dil mera
qaraar aaya hai

baharo phool barsaao
aaj mera yaar aaya hai

baharo phool barsaao
aaj mera yaar aaya hai

qadmon mein tere sitare bicha doon

baarishein bhi main itarr ki kara doon

huyi khwahishein muqamal
tu jo mila toh

aaj banke haqeeqat
mera khwaab aaya hai

baharo phool barsaao
aaj mera yaar aaya hai

baharo phool barsaao
aaj mera yaar aaya hai
jise duaaon mein
badi shiddaton se maanga

hai roobru mere, laakh shukra hai khuda ka

na jaane kitne hi saalon
ke baad

ban sanwar aaj aangan
mere chaand aaya hai

baharo phool barsaao
aaj mera yaar aaya hai

baharo phool barsaao
aaj mera yaar aaya hai

qaynaat bhi tujhe dekh huyi hairaan

toofanon ne bhi apni raftaar chhodi

thaihar wo gayaa jo jahan tha wahin par

bas tera aa bhar jana hi bahut lajawaab aaya hai

baharo phool barsaao
aaj mera yaar aaya hai
baharo phool barsaao
aaj mera yaar aaya hai


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...