lirik lagu abhijeet and alka yagnik - tum agar saamne
hey hey hey hey, aa aa aa aa
la la la la, aa aa aa
main agar saamne aa bhi jaaya karoon
laazmi hai ke tum mujhse parda karo
apni shaadi ke din ab nahin door hai
main bhi tadpa karoon, tum bhi tadpa karo
badi mushkil hai, yeh mera dil hai
tum hi kaho kaise main chup rahoon
tum agar saamne aa bhi jaaya karo
laazmi hai ke main tumse parda karoon
apni shaadi ke din ab nahin door hai
main bhi tadpa karoon, tum bhi tadpa karo
badi mushkil hai, yeh mera dil hai
tum hi kaho kaise main chup rahoon
tum agar saamne aa bhi jaaya karo
laazmi hai ke main tumse parda karoon
hey hey, eh hey, aa aa, la la la la la
sataane ke manaane ke
yeh din hai aazmaane ke
zara samjha karo dilbar, tumhe meri kasam
yehi meri hai majboori
sehi jaaye na ab doori
mera kya haal hai kaise bataaoon main sanam
zameen hogi, gagan hoga
tera mera milan hoga
main agar tumse nazrein milaaya karoon
laazmi hai ke tum mujhse parda karo
main duniya se chala jaaoon
kabhi na lautke aaoon
karogi kya akele tum, bataao dilrooba
main rab se chheen laaoongi
tujhe apna banaaoongi
chalegi saans jab tak yeh na honge hum judaa
na apni yeh kasam toote
jo rab roothe to rab roothe
main agar tumko milne bulaaya karoon
laazmi hai ke tum mujhse parda karo
apni shaadi ke din ab nahin door hai
main bhi tadpa karoon, tum bhi tadpa karo
badi mushkil hai, yeh mera dil hai
tum hi kaho kaise main chup rahoon
main agar saamne aa bhi jaaya karoon
laazmi hai ke tum mujhse parda karo
Lirik lagu lainnya:
- lirik lagu abhijeet - ek baar tum aana
- lirik lagu abhijeet - dil mein hai tu
- lirik lagu abhijeet - andheri raahon mein (dad)
- lirik lagu abhijeet - aanchal raat ka
- lirik lagu abhijeet - alvida alvida
- lirik lagu abhijeet - baadshah o baadshah
- lirik lagu abhijeet - baje jo bansi
- lirik lagu abhijeet - badi mushkil hai
- lirik lagu abhijeet - banke savera aayi ho
- lirik lagu abhijeet - barsaat bhi aakar