lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu a. dman - kaale pe kaala

Loading...

sapna?
arrey pagal
sapne bhi kabhi sach hua karte hai
sapno ka toh matlab hi ulta hota hai
mujhe pichle 20 saalo se sapna aa raha hai

aa
aa
kaale pe kaale pe kaale pe kaala
ghisa ghumaya niche utara
ruki ghadi laga samay pe taala
dhuyen mein ghira
likhta mai nanga
khoya jawabo mai, kitne sawalo ke
duniya ye jitunga, kitni hi chalo mai?
kitne hi saalo mai?
shayad
mere hi haatho mai
karta hun mai baatein mai
raaton ko khud se hi

baitha bhi khud se hi

chalta bhi khud se hi
‘bhot sahi
‘bhot sahi
‘bhot sahi
‘bhot sahi
darta hun khud se hi
kaise mai khojunga
khud ko hi, khud ko hi
dikhta hun khud nahi
shakal roz nayi sheeshe mai
hu ‘ni bhagwan se niche mai
dekhu ye zindagi piche se
hira jo jade bageeche mai
bacho ke bacho ke
udne ke parcho ke
caso kе kharcho pe
darjo ke dardo pe
aag lagе jaa ke
media ke charcho pe
dallo ke dhandho pe
jhando ke farso pe
jadugar hazir hai
gayab ab sab honge
gaano mai dafun hai game yahan!
khodoge khojoge
khojoge kho doge
20 sar
khada khali kona
peace ab!
budha pull up! need a feature

shart lagi hai
hey, hey
samay ki chalo se
kitne hi saalo se
hey, hey
jeetu ya haaron mai
faraq nahi hai
hey, hey
daanav insano mai
hey, hey
khuni bhagwano mai
hey, hey
ph~kun toh jaanu mai
hey..

jhotte pe jhotte pe (jhotte)
jhotte pe jhotte pe jhotte (jhotte)
jhotte pe jhotte pe jhotte (jhotte)
film ka kirdaar hun mai chotte
dekha jo khud ko udd gaye totte
kal ka vivaad hun mai chotte
kitna azaad hun mai chotte
teri awaaz hun mai chotte
vidhi vidhano mai
yugo aur saalo mai
khelu sitaro mai
bhanu parmando se
inder ke jaalo mai
titli ki taalo ko
sanson ke dhaago se
bandhu mai raago mai
sa sa sa ra ra ra
ha ha ha ha ha ha
chup!
karu mai maya se naaptol
ginu mai apni ye saans 2
betha vahi ab tu aankh khol

‘bhot sahi
‘bhot sahi ‘bhot sahi ‘bhot sahi (ankh khol)
ghise auzaro ko ‘bhot sahi
gere diwaaro ko ‘bhot sahi (ankh khol)
chabaye baaton ko ‘bhot sahi
‘bhot sahi ‘bhot sahi ‘bhot sahi (ankh khol)
unche khayalo ka jahanpanah
ladke bhi marke bhi kya bana? (ankh khol)
teri ya meri ye kalpana?
vahi raza vahi saza (ankh khol)
kyun ye kalam bhaari?
kalakaari jaari
khile kamal khali (ankh khol)
kichad duniya saari
garje karazdaari
bhari kitni kitabe ye
jhutti baatien faadu
tukdo mai chaabi ye
dhundhun vaadien baaki
khabar kabar intezaar
(ankh khol)

brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai
brahma mai

aankhe bhi jo kholi maine
duniya haathon mai
bani raakh
ek hi raah
pe chala
inqalab, inqalab, inqalab, inqalab
inqalab, inqalab, inqalab, inqalab

chaabi bhi jo kho di maine
dhuan sanson mai
ghadi saanp
nigle aap
kitne khawab
100 nakab
parda fash
dhundu aaj
vahi raah
inqalab, inqalab, inqalab, inqalab

inqalab, inqalab, inqalab inqalab

inqalab, inqalab, inqalab, inqalab


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...