lirik.web.id
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu junoon – maza zindagi ka

Loading...

yeh mazaaa zindagi ka
aye na roz roz
yeh samaa hai khushi ka
aye na roz roz

zinda dil dosto
chalo agey barho
duniya tumhari hai
jaan ki yeh baazi hai

zinda dil dosto
chalo agey barho
yeh moqaa thaam lo
yeh lamha roaq lo!

jeevan ik mail hai
do pal ka khel hai
hum to sub khilari hain
fankaar ya anari hain
kabhi jeetna, kabhi haarna
par baazi sey na darna

jaago dosto, jaago humrahio
kinaarey ki talaash mein
samandar mein hum sub saath hain
kabhi doobna, kabhi ternaa
par lehron say na darna

vocals: ali azmat & salman ahmad
guitars & keyboards: salman ahmad
b-ss guitars: brian oconnell
drums: jay dittamo
tablas & dholaks: ashiq ali mir


Lirik lagu lainnya:

LIRIK YANG LAGI HITS MINGGU INI

Loading...